SSC CGL Study Plan
ssc preparation, important competetion questions, current affairs of india, latest question asked in competetion papers,
Exam Pattern :
Exams | Subjects | No Of Questions | Maximum Marks |
Paper-1 | Reasoning, G.S, Maths, English | Total – 100Each – 25 | 200 |
Paper-2 | Maths, English | Total – 300Maths – 100English – 200 | 400 |
Paper-3 | Descriptive Type(Essay, Letter.etc) | – | 100 |
Paper-4 | Data Entry Skill Test(DEST) & CPT | – | Qualifying |
Paper-1 (Prelims) Pattern :
Part | Subjects | No Of Questions | Maximum Marks |
A | General Intelligence and Reasoning | 25 | 50 |
B | General Knowledge and General Awareness | 25 | 50 |
C | Quantitative Aptitude | 25 | 50 |
D | English Comprehension | 25 | 50 |
Negative Marking – 0.50 Marks
Approach For Reasoning :
Topic | Subtopics/Parts | 2016 | 2015 |
Series |
| 9 | 17 |
Coding |
| 3 | 5 |
Arrangement |
| 3 | 7 |
Logic |
| 2 | 4 |
Miscellaneous |
| 2 | 2 |
Image based Questions (non-verbal) |
| 6 | 15 |
Total | Total | 25 | 50 |
Approach –
- Timing Part : Reasoning part is always called bonus marks for any exam. so, In a 75 Minutes Exam You Have to solve the reasoning part in 12-15 Minutes.
- Practice More & More : Focus on Series part and also you have to focus on image based questions because sabko lagta hai image wale questions to ho jayenge par apko inki bhut jyada prepration aur practice karni hai .
- Identify Last Year Exam Pattern : 2016 Prelims Papers are too necessary to solve before attempting the 2017 prelims exam. 2016 prelims me sabhi part ke 1-1 questions daale gaye hai taki sabhi part cover ho sake toh apko apni taiyari esi karni hai ki koi part reh naa jaye.
- Best Books For Reasoning :
- R.S Aggarwal Verbal Reasoning E-Book
Approach For General Studies :
Topic | Subtopics/Parts | 2016 | 2015 |
History a. Ancient b. Medieval c. Modern |
| 2-4 | 5 |
Geography |
| 2-3 | 6 |
Economics |
| 1-2 | 5 |
Polity |
| 1 | 3 |
General Sciencea. Physicsb. Chemistryc. Biology |
| 10-11 | 20 |
Basic G.K |
| 4-6 | 7 |
Current Affairs |
| 1-2 | 4 |
Total | Total | 25 | 50 |
Approach –
- Timing Part : G.S is a game of knowledge and we should only concentrate on basic gk because G.S ek sea ke barabar hai jiska syllabus cover karna namunkin hai .
- Focus : Focus us on Previous Year questions in G.S because SSC mein questions repeat hote hain aur last year to itne sare set banne ki wajah se questions bhut repeat kiye gaye.
- Identify Last Year Exam Pattern : 2016 Prelims Papers are too necessary to solve before attempting the 2017 prelims exam. 2016 prelims me sabhi part ke 1-1 questions daale gaye hai taki sabhi part cover ho sake toh apko apni taiyari esi karni hai ki koi part reh naa jaye.
Approach For Quantitative Aptitude :
Topic | Subtopics/Parts | 2016 | 2015 |
Arithmetic |
| 7 | 13 |
Advance Maths |
| 14 | 30 |
Data Interpretation |
| 4 | 7 |
Miscellaneous |
| 0 | 0 |
Total | Total | 25 | 50 |
Approach –
- Timing Part : G.S is a game of knowledge and we should only concentrate on basic gk because G.S ek sea ke barabar hai jiska syllabus cover karna namunkin hai .
- Focus : Focus us on Previous Year questions in G.S because SSC mein questions repeat hote hain aur last year to itne sare set banne ki wajah se questions bhut repeat kiye gaye.
- Identify Last Year Exam Pattern : 2016 Prelims Papers are too necessary to solve before attempting the 2017 prelims exam. 2016 prelims me sabhi part ke 1-1 questions daale gaye hai taki sabhi part cover ho sake toh apko apni taiyari esi karni hai ki koi part reh naa jaye.
Approach For General English :
Topic | Subtopics/Parts | 2016 | 2015 |
Find Error In Underlined Part |
| 5 | 10 |
Passage |
| 5 | 10 |
One Word Substitution | 3 | 7 | |
Idioms & Phrases | 3 | 5 | |
Find Error |
| 3 | 5 |
Fill in the blanks |
| 3 | 5 |
Synonyms | 1 | 3 | |
Antonyms | 1 | 3 | |
Correctly Spelt Word | 1 | 2 | |
Total | Total | 25 | 50 |
Approach –
- Timing Part : G.S is a game of knowledge and we should only concentrate on basic gk because G.S ek sea ke barabar hai jiska syllabus cover karna namunkin hai .
- Focus : Focus us on Previous Year questions in G.S because SSC mein questions repeat hote hain aur last year to itne sare set banne ki wajah se questions bhut repeat kiye gaye.
- Identify Last Year Exam Pattern : 2016 Prelims Papers are too necessary to solve before attempting the 2017 prelims exam. 2016 prelims me sabhi part ke 1-1 questions daale gaye hai taki sabhi part cover ho sake toh apko apni taiyari esi karni hai ki koi part reh naa jaye.
Last 21 Things To Do Before SSC CGL Exam 2017 :
- Timing is Very crucial part, Time Par sab khatm karna aur sahi karna bhut jaruri hai.
2. Ghar par bethkar test series dena aur exam center par exam dene me fark hai. Toh Apko apne ko ese maintain karna hai ki dono jagah aap time ka dhyan de.
3. English ko halke me naa le, english vocabulary ki taiyari ache se karen.
4. English me sabse jyada dhyan dene ki jarurt hai kuki uska fayda tier-2 me bhi milega.
5. English me daily synonyms, antonyms, one word substitution taiyar karen.
6. English me Spot the error ke liye last year papers ko solve karen aur uske liye Ashok Kumar Ki Book ko recommend karen.
7. English me passage solve karne ki aadat daale.
8. Maths me D.I ki taiyari ache se karen aur uske marks bonus ke hain.
9. Maths me arithmetic part ke basic ache se karen aur arithmetic ko apna strong point banaye.
10. Maths me advance part bhut main hai kuki ye toppers aur baakiyon me difference btata hai.
11. Advance Maths ke liye darne ki jagah uske basics par dhyan de.
12. Maths ko strong karne ke liye test series aur previous years Papers solve kare.
13. Maths me time ka vishesh dhyan rakhen kuki bhut sara time lagta hai usme.
14. Reasoning aur G.S ka time bachake maths ko de kuki exam basically 75 Minutes ka hi hai.
15. Maths me jab exam hard ho to tukke marne ki jagah arithmetic aur D.I ke questions jarur karen.
16. Reasoning ke har topics par dhyan de aur dekhe ki koi topic reh naa jaye kuki reasoning me 25/25 must hai.
17. G.S ke liye basics jarur dekhe aur sath hi previous years Papers.
18. G.S ke liye current affairs bhi taiyar karen, ssc current me basic puchta hai.
19. G.S me kuch part jo alag hai unpr dhyan de jese computer, basics of electronics, Facts Of Science.
20. G.S bhut vast hai to uspr jyada time dene se acha aap baki subjects ko strong karen.
21. And last but not the least, Exam se pehle fresh rakhe apna dimag taaki us exam time mein apke dimag sirf exam par concentrate ho.
Comments
Post a Comment